Chat
video chat provided by Tinychat
Tuesday, 23 July 2013
Monday, 22 July 2013
Saturday, 20 July 2013
Hello friends gud morning.
Hello friends gud morning.....
am happy that u started sharing ur feeling with us...i hope i make u feel gud,n make u some helping suggestions.....
keep intrecting with us.....hey if any one have anything u wana share with us....any confession ,post,or any dedication...just message me.........in mah inboxxxx
Bass Mohabbat Humko Ussay Karni Thi
Bass Mohabbat Humko Ussay Karni Thi.. So Kar Baithay..
jehaan
Ab Naseehat Choriye..Saath Deejiye..Aur Dua Keejiye.
jehaan
Ab Naseehat Choriye..Saath Deejiye..Aur Dua Keejiye.
Kuchh na kahein, bas chup rahein.
Kuchh na kahein, bas chup rahein.
Khamoshiyan hi keh jaaye.
Tham jaaye, yeh jahaan.
Aur pal bhi, theher jaaye.
.
Rahein na kuchh bhi darmiyaan.
Mitey yeh saari duriyaan.
Milke bhi hain adhuri si.
Yeh daastaan.
.
Zid yeh thi tumhein.
Ki hum bhi kuchh kahein.
Hamein yeh gila tha ki tum.
Chup rahe.
.
Yeh majbooriyan.
Aur yeh faaslein.
Chaha nahi phir bhi badhte gaye.
.
Ab joh yeh ehsaas hain.
Yeh joh adhoori aas hain.
Rehne de yunhi inhein.
Jo jasbaat hain.
.
Rehke bhi sang hain juda.
Bhulega na kabhi jahan.
Hain yeh alag hi daastaan.
.
Humhaari aur Tumhaari.
Khamoshiyan hi keh jaaye.
Tham jaaye, yeh jahaan.
Aur pal bhi, theher jaaye.
.
Rahein na kuchh bhi darmiyaan.
Mitey yeh saari duriyaan.
Milke bhi hain adhuri si.
Yeh daastaan.
.
Zid yeh thi tumhein.
Ki hum bhi kuchh kahein.
Hamein yeh gila tha ki tum.
Chup rahe.
.
Yeh majbooriyan.
Aur yeh faaslein.
Chaha nahi phir bhi badhte gaye.
.
Ab joh yeh ehsaas hain.
Yeh joh adhoori aas hain.
Rehne de yunhi inhein.
Jo jasbaat hain.
.
Rehke bhi sang hain juda.
Bhulega na kabhi jahan.
Hain yeh alag hi daastaan.
.
Humhaari aur Tumhaari.
Kyun Na phir se use milne ka Irada kar loon,
Kyun Na phir se use milne ka Irada kar loon,
Zakhm ye sadiyon purana taro-taza kar loon,
Phir se kehdun uss se ke tum meri Ibaadat ho,
Phir se guzri mohabbaton ka Eyada kar loon,
Suna dun ab ye apni shauq tabiyat usko,
Sochta hun ke khud ko is Qadar sda kar loon,
Ya usey paa ke bhula doon main dard-o-gham apne,
Ya uski yaadon ka gham or bhi zyada kar loon,
Wo to har kasam hans ke tod jaatii hai,
Phir naya kis tarah us se koi waada kar loon.

Subscribe to:
Posts (Atom)