Chat

video chat provided by Tinychat

Saturday 20 July 2013

Bikharte khwabo ki parchaiya mujhe de do


Bikharte khwabo ki parchaiya mujhe de do
tum apni shaam ki tanhaiya mujhe de do
main tumko yaad karu aur tum chale aao
tum apne pyar ki sacchaiyan mujhe de do
main dub jaau tumhari udaas aankho me
tum apne dard ki gehraiyan mujhe de do.......

No comments:

Post a Comment