andheri raat ke lamhe tamam hone tak
tujhe hi sochta hu subah se shaam hone tak
main aisa jism hu jiski rooh bhi tu hai
adhuri jaat hun main tere naam hone tak
teri awaaz sun na lun toh dil nahi lagta
tadapta rehta hun tujhse hum kalaam hone tak
teri nazar ki keemat pe bik raha hai koi
usse khareed le tu mehanga daam hone tak
ishq ki aag jo seene mein laga baithe hain
sulagati rehti hai ye neendein haraam hone tak

No comments:
Post a Comment